A true love story:
ek ladki jo andhi thi sabhi usse nafrat karte the
siwaye uske boyfriend ke
wo aksar apne boyfriend se kehti main
Dekh pati to tum se shaadi kar leti
Ek din achanak kisi ne use aankhe daan kardi ladki ne sabse pehle apne boyfriend ko dekhna
chaha
To usne dekha wo bhi andha tha
Boy ne pucha mujhse shaadi karogi to ladki ne
saaf
mana kar diya Ye sunkar Bf ne ldki ko 1 page par kuch likh kar
diya or chala gaya
usme likha tha ''meri aankhon ka khayal rakhna''

No comments:
Post a Comment