Main mar jau to mere Sirhane na bithana usko,
Bhot Tasalli dena bhot pyar se Samjhana us ko,
Ghumne ka bahana kar k door Fizao me kahi le
jana usko,
Wo bawafa h us waqt ye ehsaas na dilana us ko,
Us k samney na karna baatein aisi k meri yaad aa jaye,
Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us
ko,
Wo royega bhot bilawaje to meri rooh tadap uthegi Yaar,
tum aisa karna meri Maut ka hi na batana us ko.

No comments:
Post a Comment